Friday, February 17, 2006

Rooh

Mujhe Maut Ki God Mein Sone De
Teri Rooh Me Jism Dubone De

7 Comments:

At 4:27 AM, Blogger Aurora said...

===================================
ab toh hal-e-dil suna
na shikayat kar
yeh saya juda ho toh
kya gum
rooh aur maut ka hain aapas mein rista
fursat kise hain jo inhe samjhe
har shaksh ki yehi khaani
kehte pirte hain maut ka afsana

=================================

 
At 4:28 AM, Blogger Aurora said...

nagmein kyai aur bhi hain
magar aaj woh sama nahi
aaj woh yaadein nahi
aaj woh fiza nahi
buss reh gaya maut ka intezaar

 
At 10:43 AM, Blogger Saras said...

@Rose: lovely lines dear :)

Maut ki baatein karne wale to
Hazaaron mil jaate hain
Ghumnaam maut mrne wale bhi kabhi kabhi
afsaane bana jaate hain
;)

 
At 3:05 AM, Blogger Kanupriya said...

jeena to marne se ab hai kahiin mushkil!

 
At 3:58 AM, Blogger Aurora said...

*********************************

kashish thi unki baato mein
aas thi unki nigaho mein
raat reh gayi adhuri
ho gaya samna
maut tujhe bhi kya jaldi thi
ruh ko ruh se milne na diya
barso ki muraad ko poora hone na diya

***********************************

 
At 1:47 AM, Blogger Samyak said...

hmmm..
Dil se re.... [:D]

 
At 7:07 AM, Blogger Kanupriya said...

haan
goli maaro bheje mein :-D

 

Post a Comment

<< Home